Friendship Shayari, Itni Pyari Dosti
ज़िन्दगी हर पल कुछ खास नहीं होती,
फूलों की खुशबू हमेशा पास नहीं होती,
मिलना हमारी तक़दीर में था वरना,
इतनी प्यारी दोस्ती इत्तेफाक नहीं होती।
Zindagi Har Pal Kuchh Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ki Khushboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Milna Humari Takdeer Mein Tha Varna,
Itni Pyari Dosti ittefaaq Nahi Hoti.
तुम दोस्त बनके ऐसे आए ज़िन्दगी में,
कि हम ये जमाना ही भूल गये,
तुम्हें याद आए न आए हमारी कभी,
पर हम तो तुम्हें भुलाना ही भूल गये।
Tum Dost Ban Ke Aise Aaye Zindagi Mein,
Ki Hum Yeh Zamana Hi Bhool Gaye,
Tumhein Yaad Aaye Na Aaye Humari Kabhi,
Par Hum To Tumhein Bhulaana Hi Bhool Gaye.
ज़िन्दगी के तूफानों का साहिल है दोस्ती,
दिल के अरमानों की मंज़िल है दोस्ती,
ज़िन्दगी भी बन जाएगी अपनी तो जन्नत,
अगर मौत आने तक साथ दे दोस्ती।
Zindagi Ke Toofanon Ka Saahil Hai Dosti,
Dil Ke Armaanon Ki Manzil Hai Dosti,
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat,
Agar Maut Aane Tak Saath De Dosti.
दुश्मनों से मोहब्बत होने लगी है मुझे,
जैसे-जैसे दोस्तों को आजमाता जा रहा हूँ।
Dushmano Se Mohabbat Hone Lagi Hai Mujhe,
Jaise Jaise Dosto Ko Aazmata Ja Raha Hoon.
दाग दुनिया ने दिए ज़ख्म ज़माने से मिले,
हमको तोहफे ये तुम्हें दोस्त बनाने से मिले।
Daag Duniya Ne Diye Zakhm Zamane Se Mile,
HumKo Tohfe Ye Tumhein Dost Banaane Se Mile.
दोस्त होकर भी महीनों नहीं मिलता मुझसे,
उस से कहना कि कभी ज़ख्म लगाने आये।
Dost Hokar Bhi Maheeno Nahi Milta Mujhse,
Uss Se Kehna Ki Kabhi Zakhm Lagaane Aaye.
आप जिसके वास्ते मुझसे किनारा कर गए
आपसे बच कर वही मुझको इशारा कर गए।
Aap Jiske Waste Mujhse Kinara Kar Gaye,
Aapse Bach Kar Wahi Mujhko Ishara Kar Gaye.
तूफानों की दुश्मनी से न बचते तो खैर थी,
साहिल से दोस्तों के भरम ने डुबो दिया।
Toofano Ki Dushmani Se Na Bachte To Khair Thi,
Saahil Se Doston Ke Bharam Ne Dubo Diya.
दोस्ती किससे न थी किससे मुझे प्यार न था,
जब बुरे वक़्त पे देखा तो कोई यार न था।
Dosti Kis Se Na Thi Kis Se Mujhe Pyar Na Tha,
Jab Bure Waqt Pe Dekha To Koi Yaar Na Tha.
Dosti Shayari, Jab Tak Sath Hai Dosto
साथ रहते यूँ ही वक़्त गुजर जायेगा,
दूर होने के बाद कौन किसे याद आयेगा,
जी लो ये पल जब तक साथ है दोस्तों,
कल क्या पता वक़्त कहाँ ले के जायेगा।
Saath Rehte Yoon Hi Waqt Gujar Jayega,
Dur Hone Ke Baad Kaun Kise Yaad Aayega,
Jee Lo Ye Pal Jab Tak Sath Hai Dosto,
Kal Ka Kya Pata Waqt Kahan Le Ke Jayega.
तन्हाई सी थी दुनिया की भीड़ में,
सोचा कोई अपना नहीं तकदीर में,
एक दिन जब दोस्ती की आप से तो यूँ लगा,
कुछ ख़ास था मेरे हाथ की लकीर में।
Tanhai Si Thi Duniya Ki Bheed Mein,
Socha Koi Apna Nahi Takdeer Mein,
Ek Din Jab Dosti Ki Aap Se To Yoon Laga,
Kuchh Khaas Tha Mere Haath Ki Lakeer Mein.
Friendship Shayari 💦
हम तो बस इतना उसूल रखते है,
जब हम तुझे कुबूल करते है,
तो तेरा सब कुछ कुबूल करते है।
Friendship Shayari
कुछ लोग कहते है दोस्ती बराबर वालो से करनी चाहिये,
लेकिन हम कहते है दोस्ती में कोई बराबरी नही करनी चाहिये।
Friendship Shayari
अगर दोस्ती में कोई गलती हो जाये उसे जरूर सुधार लेना,
मगर अपनी दोस्ती को कभी खोने नही देना,
और अगर दोस्त हो सबसे ज़्यादा प्यारा,
तो उसे चैन की नींद सोने नही देना।
Dosti Shayari Zazbat
Kabhi Kisi Ke Zajbaato Ka Majaak Na Banaana
Na Jaane Kaun Sa Dard Lekar Koy Jee Raha Hai
Dosti Shayari And Friendship Shayari
एक दोस्त ने दोस्त से कहा
फ्रेंडशिप का मतलब क्या होता है
दोस्त ने मुस्कराकर कहा
पागल एक दोस्त हे तो है
जिसका कोई मतलब नहीं होता
और जहाँ मतलब हो
वहां दोस्त नहीं होता
Ek Dost Ne Dost Se Kaha
Friendship Ka Matalab Kya Hota Hai
Dost Ne Muskaraakar Kaha
Paagal Ek Friend He To Hai
Jisaka Koee Matalab Nahin Hota
Aur Jahaan Matalab Ho
Vahaan Dost Nahin Hota
dosti shayari sms
Dosti Shayari Sms
Dost Ek Aisa Chor Hota Hai Jo Aankhon Se Aansoo Chehare Se Pareshaani
Dil Se Maayooshi Zindagi Se Dard Aur Bas Chale To To Haatho Ke Lakeeron Se Maut Tak Chura Le
Dosti Shayari, Friendship Shayari
जो तुम्हे ख़ुशी में याद आये तो
समझो तुम उससे मोहब्बत करते हो
और जो तुमको गम में याद आये तो
समझो वो तुमसे मोहब्बत करता है
Jo Tumhe Khushee Mein Yaad Aaye To
Samajho Tum Usase Mohabbat Karate Ho
Aur Jo Tumako Gam Mein Yaad Aaye To
Samajho Vo Tumase Mohabbat Karata Hai
dosti shayari hindi me
Dosti Shayari Hindi Me
Ham To Bichhade They Tumako Apana Ahsaas Dilaane Ke Lie
Magar Toone To Mere Bina Hee Zeena Seekh Liya
Dosti Shayari, Friendship Shayari
न जाने सालों बाद कैसा समां होगा,
हम सब दोस्तों में से कौन कहा होगा,
फिर अगर मिलना होगा तो मिलेंगे ख्वाबों मे,
जैसे सूखे गुलाब मिलते है किताबों मे
Dosti Shayari और Friendship Shayari
Na Jane Saloon Baad Kaisa Sama Hoga,
Hum Sab Doston Mei Se Kaun Kaha Hoga,
Phir Agar Milna Hoga To Milenge Khwabon Mai,
Jaise Sukhe Gulab Milte Hai Kitabon Mai.
बहुत खूबसूरत होते है ऐसे रिश्ते
जिन पर कोई हक भी ना हो
और कोई शक भी न हो
Bahut Khoobasoorat Hote Hai Aise Rishte
Jin Par Koy Haq Bhi Na Ho
Aur Koy Shak Bhi Na Ho
Dosti Shayari, Friendship Shayari
एक जैसे दोस्त सारे नही होते,
कुछ हमारे होकर भी हमारे नहीं होते,
आपसे दोस्ती करने के बाद महसूस हुआ,
कौन कहता है तारे जमीन पर’ नहीं होते
Dosti Shayari, Friendship Shayari
Ek Jaise Dost Sare Nahi Hote,
Kuch Hamare Hokar Bhi Hamare Nahi Hote,
Aapse Dosti Karne Ke Baad Mehsus Hua,
Kaun Kehta Hai ‘Taare Zamin Par’ Nahi Hote
dosti shayari frendsip chu le aasmaan
Chu Le Aasmaan Friendship Shayari In Hindi
छू ले आसमान ज़मीन की तलाश ना कर
जी ले ज़िंदगी खुशी की तलाश ना कर
तकदीर बदल जाएगी खुद ही मेरे दोस्त
मुस्कुराना सीख ले वजह की तलाश ना कर
Chhoo Le Aasamaan Zameen Ki Talaash Na Kar
Jee Le Zindagi Khushi Ki Talaash Na Kar
Takadeer Badal Jaegi Khud Hi Mere Dost
Muskuraana Seekh Le Vajah Ki Talaash Na Kar
Dosti Shayari, Friendship Shayari
Dosti Shayari, Friendship Shayari
Mil Jati Hai Kitno Ko Khushi,
Mit Jate Hain Kitno Ke Gum,
Message Isliye Bhejte Hai Hum,
Taki Na Milne Se Bhi Apni Dosti Na Ho Kam.






